banta apna mobile samundar ke pani me phekakar bolta hai, "Aja, upar aja". His friend asked, "Pani me se upar kaise ayega?".banta- Kyo nahi ayega, DOLPHIN hai.
Santa ji aapko kabhi pyar nahi hua ? santa - o yar hua tha, par wo manti nahi thi, hamesha i love U kheti thi, pata nahi ye ullu ka pattha 'U' kaun tha.
Santa & banta sending sms 2 their gfs. Santa:mai tere mobile se apni gf ko sms bheju dekhte hain kya kahti hai? Banta: No, agar usne handwriting pehchan li to...?