Santa ke ghar sasural

Santa ke ghar sasural
Santa ke ghar sasural wale aye,Biwi ne kaha jao Mehmano ke liye kuch lekar aao...!Santa bahar gaya aur Taxi le kar aa gaya!!
  

Jan, 17 2012     124 chars (1 sms)     1701 views       Jokes > Santa Banta

more Santa Banta SMS Messages

Santa barme ro raha tha.Bar owner kyon ro rahe ho?santa bola oye kya karoon jis ladkika naam bhoolna chahta hu uska naam Yaad nahi raha hai
Ek Chor Santa Ka Mobile lekar bhag gaya ..... Santa bola bhag le bhag le, Charger to mere Pass hai!!!
Santa rail mein susu karne gaya, vapis aane par wife aapka pajama gila kaise hua? santa vaha likha tha,sharir ka koi bhi angh bahar na nikale.
Santa - "why are all these people running?" Banta - "This is a race, the winner will get the cup." Santa - "If only the winner will get the cup, why are the others running?"
FreN: yar tumne school Ana kyu chhod diya? Sardayar actually mere dad keh rahe the k 1 jagah bar-bar jane se izzat kam hoti hai
What is the chemical formula 4 water? SANTA: HIJKLMNO. Teacher: wht r u talking abt? SANTA:Yesterday u said H to O.
TeacheBatao ki purane samay mein Sri Lanka ko Sone ki Lanka kyun kaha jata tha ?Student: Kyunki Kumbkaran vahan din-raat sota rehta tha..
Man:Humare America mein War ho gaya hai Sardar:Humare India mein to roz hi war hota haiMan:wo kaise?Sardar:SomWar, MangalWar, BudhWar..!
santa goes to see Jurassic Park and when the Dinosaurs start approaching, he was hiding under his seat when his friend asks him ;kyon santaji, kya baat hai? Dar kyon lag raha hai cinema hi to hai.; santa replies ;Aadmi hoon aur akkal hai, pata hai ki cinema hai, lekin voh to janwar hai, usko kya pata
SantaBanta: What is a Sindhi called who falls from : 1st floor - Thadani. 17th floor - Kriplani. 30th floor - Marjani.
Doctor says to santa Appka aur aapki biwi ka blood group ek hi hai? santa: Hoga zaror hoga; 25 saal se hamara koon peeta hai..!
santa ko nadi paar jana tha,par samajh nahi aa raha tha kaise jaye.santa k nadi ke us paar banta dikhai diya.santa ne jor se pucha banta main us paar kaise ayun.Banta ne kaha tu us paar hi to hai.