Banta puchhta hai "jab ek ladka aur ladki pyar karte hai to vo kiss kyo karate hai?" Santa bola "maaf kijiye ji muze pata nahi. mai is shahar me naya hu"
Santa n Banta were watching a cricket match. When Dhoni hits a boundary. Banta: Kya Goal mara. Santa: Raha Na bewakoof ka bewakoof, Goal is mein nahin cricket mein hota hai
Santa (on phone): Maa, khushkhabri hai! Maa: Bolo beta. Santa: Hum, 2 se 3 ho gaye. Maa: Badhai ho, ladka hua ya ladki. Santa: Na ladka, na ladki. Maine doosri shaadi karli