Santa ji aapko kabhi pyar nahi hua ? santa - o yar hua tha, par wo manti nahi thi, hamesha i love U kheti thi, pata nahi ye ullu ka pattha 'U' kaun tha.
banta apna mobile samundar ke pani me phekakar bolta hai, "Aja, upar aja". His friend asked, "Pani me se upar kaise ayega?".banta- Kyo nahi ayega, DOLPHIN hai.