Santa: raat pados wali larki mere dream main ayi thiJeeto: Acha? phir akeli he ayi ho giSanta: (Hairan ho ke) haan akeli thi lekin tumhain kese pata?Jeeto: kyon ke us ka husband mere dream main aya hua tha
santa to banta,yar petrol ke bhav fir bhad gaye, another rep, ha yar lakin apne ko kya farak padta hai_kpahela 100 ka bharate the aabhi 100 ka bharangay
Santa (on phone): Maa, khushkhabri hai! Maa: Bolo beta. Santa: Hum, 2 se 3 ho gaye. Maa: Badhai ho, ladka hua ya ladki. Santa: Na ladka, na ladki. Maine doosri shaadi karli