teacher-osama ki 5 biwi & 20 bachche.lalu ki 1 biwi aur 9 bachche,to batao kaun achcha? studnt-score to osama ka zyada hai par strike rate lalu ka achcha hai
SHRAAB EK BIMARI HAI, JO SAMAJ KO BARBAAD KAR RAHI HAI, AAO MILKAR IS BIMARI KO KHATAM KARE, EK BOTTLE TUM KHATAM KARO, EK BOTTLE HUM KHATAM KARE. CHEERS....
Santa Ne Bantase pucha:Tum postpaid ke bajay prepaid ko kyun use karte ho? Banta:Ppme bahut fayda hai, Isme cal honeke bad bil badhne ke bajay cum ho jata hai.