CIRCUIT: Bhai, Bapu ne bola tha ke kabhi jhoot nehin bolna mangta hai. Apun aaj se kabhi jhoot nehin bolega Bhai. MUNNA BHAI: Aye Circuit, woh Sunita ka baap aya hai terayko dund rehla hai. CIRCUIT: Bhai usko bolo apun gaon gaya hai, kheti karneko. MUNNA BHAI: Par Circuit, abhi to tu bola kabhi jhoot nehin bolega. CIRCUIT: Bhai, apun jhoot nehin bolega, par tum to bol sakta hai na.
Munna bhai-abe circuit,1baat bata,agr bina daant ka kutta kisi ko kate to kya karte hai? (Circuit bahut sochne k baad) Simple hai bhai,bina sui k 14 injection lagva do!! :)