Ek aadmi cycle se jaa raha tha. Raaste me usne ekd ladki ko cycle maar di. Ladki : Ghanti nahi maari jaati kya Aadmi : Puri cycle maar di, ab kya ghanti alag se maaru.
In a train compartment husband: Darling, mujhe to tumhari aatma se pyar hai, tumhare jism ki mujhe koi chah nahin. Main tumhari rooh ko chahta hoon, tumhara shareer to main kutton ko daal doon. Banta sitting on upper berth says: BOW BOW