Ek shrabi roz SHIV mandir pe sir tekta tha.Ek din Pujari ne SHIV murti ki jagah GANESH murti rakhi.Shrabi aya,dekha bola Chotu,papa se bolna main aya tha..
teacher-osama ki 5 biwi & 20 bachche.lalu ki 1 biwi aur 9 bachche,to batao kaun achcha? studnt-score to osama ka zyada hai par strike rate lalu ka achcha hai