Aik admi apni biwi ko dafna kay ghar ja raha tha kay achanak bijli chamki, badal garje, jor se baarish shuru hui dukhi aadmi bola: Lagta hai pahunch gai
Husband aur wife hotel me gaye tabhi 1 lady ne Hello kiya, Wife koun thi wo? Hus Tum dimag kharab mat karo, main pehle hi pareshan hu ki woh bhi Yehi puchegi..