Aaj agar apka sms ayega tohi hum roti khayenge warna aj gusse me paneer paratha aur kashmiri pulao chole bethure k baad icecream kha kar hi so jayenge.
Bas karo yaar, band karo ye SMS ka khel, ab kabhi SMS mat karna, bahut ho gaya natak TumharaAisa maine kabhi kaha kya?Nahi naTo phir SMS kyon nahi karte
Maine Apko Phone Kiya To Network Bola, Namaskar Pagal Ki Duniya Me Aapka Swagat Hai, Aap Jis Pagal Se Iss Waqt Baat Karna Chahte Hain, Uska DIMAAG SWITCH OFF HAI.