Takdir ne chaha

Takdir ne chaha
Takdir ne chaha Takdir ne bataya Takdir ne tumko humse milaya kushnasib the hum jab tumsa anmol shaks humari zindagi mein aya
  

Feb, 01 2012     125 chars (1 sms)     1111 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Jab bhi tanhayi se ghabra k simat jate hai hum teri yaadon k daman se lipat jate hai zuban se keh nahi sakte hum tumhe kitna pyar karte hai nikal padte hai aansu jab tumhe yaad karte hai!.
Jab humne unse pucha sapna kya hota hai to unhone kaha band aankho mein jo apna hota hai khuli aankhon mein wahi sapna hota hai.....!!!!
Meri Chaahat Pe Tum Humesha Bharosha Rakhana, Ey Khuda Mere Mehboob Ko Sada Salamat Rakhana, Tere Sapnoko Sanwar Ne Hum Jaroor Aayenge, Bas Aankho Me Humara Intezaar Rakhana
Aisi kya dua doon tujhko jo tere Labon pe hansi k phool khila de Bas yehi dua he meri,sitaaron si roshan khuda teri taqdeer bana de.
Har Yad me usi ki yad rehati he,"Meri ankho ko usi ki talash rehati he,"Kuch tum bhi dua karna ae dost,"Suna he dosto ki dua me faristo ki friyad reh
dilon ki daastan use kahan qubul thi meri wafayein uske liye fizool thi koi aas nahi par itna bata do maine chaha use… kya yehi meri bhool thi
Ek naam kya likha tera saahil ki ret par,Phir umar bhar hawaon se meri dushmani rahi.
Who mil jate hai kahani bankar Dil me bas jate hai nishani bankar jinhe hum rakhte hai apni aakho me kyu nikal jate hai wo pani ban kar?
Mohobbat ka imtihan aasan nai, pyar sirf pane ka naam nai. Muddatein beet jati he kisi k intezaar may, ye sirf pal-do-pal ka kaam nai.
aakhon me aasoo aa jaate hai, phir bhi labo pe hasi rakhni padti hai, ye mohobbat bhi kya chiz hai yaro, jisse karte hai, ussi se chupani padti hai
Wo khud hi ho ruswa khud hi maan jaye Jo mai ruth jaon tu mujh ko manaye Mere pas aye zara muskaraye Jo mai ro paroon tu wo aansu bahaye
Zindagi Se yun chale ilzam lekar bahut jee chuke tera Nam lekar Akele batein karoge ab tum in sitaron Se hum to chale aye tumhe yeh asman dekar