Hume pata nahi

Hume pata nahi
Hume pata nahi dil ki manzil kahan hai,Humto unke peeche chalte rahenge,safar khatam kar denge wahi par,Jahan tak unke kadam le chalenge.........
  

Jan, 30 2012     145 chars (1 sms)     2325 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Ye dil aapko bhula nahi sakta,aisa kyun hai bata nahi sakta,muskil to ye hai aapko yakeen nahi,aur dil cheer ke hum dikha nahi sakte.
Tu mera me teri ho jaotadap me teri mei mar jao, aisa bane pyar ka ye rista humara, tu mera jishm mei teri jaan ho jao.
kya he dil ki halat batana nahi atakisi ko aise tadpana nahi atasunana chahte he 1 bar fir awaz uskimagar bat karne ka bahana nahi ata.
Ansu aajate h ankho me rone se pehle Har khwab tut jata h sone se pehle PANA h muskil ye to samjh gaye Kash koi rok leta pyar hone se pehle.
Ab Sehne Pade Ishq Me Jitne Sitam,Tumhe Pana Hai Chahe Jitne B Ho Gum.Har Kisi Se Jyada Bus Khuda Se Kam,Hame Itni Mohabbt Hai Tumse Sanam....
Deewane hai tere naam ke, is baat se inkaar nahi, kaise kahe ki hamein aapse pyar nahi, kuch to kasoor hai aapki nigahon ka, hum akele to gunehgar nahi.
Teri Tasvir Aankho Me Basi Kyu Hai,Jidhar Dekho Udhar Tu Hi Kyu Hai,Teri Yadon Se Taqdir Hai Lekin,Tujhe Na Pakar Taqdir Ruthi Kyun Hai..
Nigahein daal ke mujh pe yeh kaisa vaar kar daala,ke lab khole bina hi tum ne to izhaar kar daala, na khwaboon mein bhi tum aaye aur na hui tum se mulakaatein,arey kya khoob hain aap...lamhe mein hi pyaar kar daala,shararat tum mein bhi hai aur shararat
Zarasi bat dertak rulati rahi,Khusi mebhi aankhe aansu bahati rahi,Koi mil k kho gaya to koi kho k mil gaya,Zindagi hmko bas aazmati rahi
Guzarish hai aap se, Iss haseen chehre ko, Chaand se na rubaru karaeiga, Warna kasam khuda ki, Chaand us ki chandni ko bhi bhul jayega
Barson Ke Baad Hoti Hai Mulaqat Phir Bhi Rehti Hai Dil Me Dil Ki Baat Nazron Se Karna Padta Hai Pyaar Par Nazar Milane Ke Liye Bhi Karna Padta Hai Intezaar
Rishta Ulfat Ka Yun Nibaya Jata Hai Ashk Pikar bhi Muskuraya Jata Hai Aise b Mod Aate Hai Muhabbat Me Kisike Khatir Khudko Mitaya Jata hai.