Waqt ke dayare

Waqt ke dayare
Waqt ke dayare se hum nikal na jaye.. aapke dil se kahin hum utar na jaye.. hum roz aapko yaad dilaya karenge.. warna kahin aap hume bhul na jaye
  

Feb, 01 2012     145 chars (1 sms)     1629 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Mana ye waqt hume yad karne wala nahi,par bewaqt hume yad kar liya karo,mana apke aas pas sari duniya ,hamari kami ka bhi ehsas kar liya karo
Na karo wo wada jise tum nibha na sako, na chao use jise tum pa na sako, pyaar kisi ka kahan pura hota hai, pyar ka to pehla akshr hi adhura hota hai.
Nikalte hai ansu jab mulakat nahi hoti, tut jata hai dil jab bat nahi hoti, apki jaan ki kasam jab aap na yaad aye, esi koi subha esi koi raat nahi hoti.
Aakhon se ashk cheen liya krte hai hum, Sabki neende chura liya krte hai hum Ab se jab apki palk jhuke samaj lena, Tab tab apko yaad kiya krte hai hum.
Nigahe dar per lagi hai or hum udas baithe hai... Tere aane ki lekar aas baithe hai... Yuhi nahi teiz hue dil ki darkan aisa laga k aap paas baithe hai.......
Tanha Chhod Kr Hmko Hosla b Dete Ho Sans Chheen Kr Jine Ki Dua b Dete Ho Ek Tarf Judai Ka Gam b Jari Hai Aur Muskrane Ka Mashwra b Dete Ho!
Intezaar He Meri Zindagi Hai Ab Bekarari Ka Aalam Hai Ab Tumse Mulakaat Ho Ya Na Ho Zindagi Ko Yuin Hi Gujar Jaana Hai Ab
Lamhe yeh suhane saath ho na ho.. Kal mein aaj jaisi koi baat ho na ho.. Aapki dosti hamesha iss dil mein rahegi.. Chahein puri umar mulakat ho na ho
dhoop ho ya ho sehra tere sath chalunga yakeen na ho to aazama lo mujhko tere dukh ko sehlenge hanskar agar apne jism ki chadar bana lo mujhko
Mohabbat ki shamma jalake to dekho,Zara Dil ki duniya saja kar to dekho,Tumhe ho na jaye mohabbat to kehna,Zara humse nazre mila k to dekho.
Meri Yaad Tumhein Zaroor Aaye Gi Yaad Tumhari Ankhoun Mein Ashk Bhar Laye Gi Jab Tu Meri Yaad Ko Dil Mein Yunhi Jalaye Gi Tab Meri Yaad Tujh Ko Or Bhi Sataye Gi
Pyas Darya Ki Nigaho Se Chupa Rakhi Hai 1 Badal Se Bhari Aas Lga Rakhi He Teri Ankho Ki Kasish Kese Tuje Smjhau In Chirago Ne Meri Nind Ura Rakhi Hai