Gam ki ahat bhi na aye tere dar par,pyar ke samandar ka tu bhi 1 kinara ho.Kabhi bhul se jo tapke teri ankh se moti,thame wo jo tujhe sabse pyara ho. Ye rat itni tanha kyu hoti hai, kismat se apni sabko shikayat kyu hoti hai, ajeeb khel khelti hai kismat jise hum paa ni sakte use mohbt kyu hoti he
Tare aasman me hi chamkte hai, Badal itne dur hai, phir bhi baraste hai, Hum bhi kitne ajib hai,Tum Dil me rehte ho, aur hum tumse milne ko taraste hai