Duniya Ki Daulat

Duniya Ki Daulat
Duniya Ki Daulat Dabaye Rakhna; Husn-ki-Bagiya Chupaye Rakhna; Kahi-Kisi-Ki Nazar Na Lag Jaye, Thoda Sa Kajal Lagaye Rakhna.
  

Feb, 01 2012     124 chars (1 sms)     1578 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Hoto Ne aaj tak Jiska Zikr Na Kiya Ho,Aankhen Unko Paigam Deti Hai,Duniya Se Unko Chupaye be to Kaise,Har Dhadkan Jo us mehbuba ka Naam Leti Hai.
Apko dekhkar ye nigahen jhuk jayegi,khamoshi ab har baat keh jaegi,padh lijiye in ankho me apni mohabbat koapki kasam sari kayenaat wahi ruk jayegi.
Hasin chehre par kabhi aitbar na karna,tod dete hai wo dil kabhi pyar na karna.hai guzarish sab se meri marr jaoge,wona ayenge kabhi isliy intezar na karna
Hasti Ko Mohabat Mai Fana Kon KregaYe Zamane Main Ada Kon KregaHathon Ki Lakeroon Ko Zara Dekh NajoomiYh Dekh Mere Sath Wafa Kon Karega ?
Unse Mil K Bichadna Dstoor Ho Gaya,Yaadon Me Unki Dil Majboor Ho Gaya,KASOOR Nahi Is Me Kuch B Unka,Humari Chahat Hi Itni Thi K Unhe Guror Ho Gaya...
Raat ke karwaton ko badgumani hai,Jo bhi chahe kar le manmani hai,Sanwarta hai ishq raat ki julfon mai,Pyar se liptne ki chahat hi jindagani hai..
mujhe mai khusbu basi usi ki hai jaise ye zindagi usi ki hai wo kahin aas pass hai mojud hoo-ba-hoo yeh hansi usi ki hai
Unki yado ko pyar karte hai..Sao janam tak unpar nisar karte hai..Agar rah me mile kabhi wo apko,to unse kehna hum aaj b unka intzr karte hai.
DIL se duwayen bheji hai, Man ki umange bheji hai, Is paigam ko alfazo ka dher mat samajna-hamne apni taqdeer se churakaq thodi khushiyan apko bheji hai..
Bin tere jab bhi raat hoti hai,Deewaron se hi baat hoti hai... Sannata puchhta hai sawaal humse, Tere Naam se hi to shuruaat hoti hai…
subha se leke shaam tak yeh dil chahe bass teri jhalak na subah chain na rat aaram tu hi tu dikhe har falak.........
Dil-e-Aarzoo ne Dewana bana diyaRoye the na kbhi pr tune Rula dyatujhe meri yaad na ayi bhule se kbhi hmne teri yaad me zmana bhula diya