Kuch bikhre sapne

Kuch bikhre sapne
Kuch bikhre sapne aur ankho me nami hai.ek chota sa aasman aur umido ki jami hai.Yu to bahut kuch hai zindgi me sirf jinhe chahte hai unki kami hai.
  

Feb, 01 2012     148 chars (1 sms)     1597 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Dur nigaho se bar bar jaya na karo,dil ko is kadar tadpaya na karo,tum bin ek pal bhi ji na sakenge hum,ye ehsas bar bar dilaya na karo
Tum mujhe kabhi dil kabhi aakhon se pukaro, Ye hothon ke taqaluf to zamane ke liye hain.
Raat ki tanhai se darte hai hum, kagaz ki parchai se darte hai hum, dunia sath chale na chale, tere sath ki umeed karte hai hum.
Baatein karke rula na dena, yu chup rehke saja na dena, Na de sake Khushi, to Gam hi sahi, Par JAAN bana ke u bhula na dena
Jab humne unse pucha sapna kya hota hai to unhone kaha band aankho mein jo apna hota hai khuli aankhon mein wahi sapna hota hai.....!!!!
BHOLE BANKAR HAAL PUCHO, BEHTE HAI ASHQ TO BAHNE DO JISSE BADE BAICHENI DIL KI, AISI TASALLI REHNE DO.
Nahi samje aap hmari khamosi,Kaise hmari dhadkane samaj pate?Kaise kahe hm wo bat zuban se apko,Jo bate hm kabi dil ko b nahi sunate?
LAFZ na NIKLE phir bhi AWAAZ h0ti hai,Kuch LAMH0 ki BAAT bahut KHAAS h0ti hai,AAP chahe MAANE ya na MAANE,Lekin AAP kiYAAD hamesha DIL ke "PASS" hoti hai
Hum Tere Sath Chalenge Tu Chale Na Chale,Tera Har Dard Sahenge Tu Kahe Na Kahe,Hum Chahte Hai Ki Tum Khush Raho,Hum Chahe is duniya me Rahe Na Rahe.
Yado ke sahare duniya nahi chaltiBina miley kabhi mehfil nahi bantiEk bar dil se pukaro to yaar apki chahat k bina yeh dhadkan bhi nahi chalti
Narm palko ke saye me chupa le tumko,Is jaha se chura le tum ko Hai khauf ki reh na jaye tanha sanse Bachi sanso ki khushbu me basa le tumko
Har pal ki dostika irada he apse Apnapan hi kuch zyada he apse Na sochenge sirf umar bhar keliye Kayamat tak sath nibhayenge ye wada he apse