Honth keh nahi

Honth keh nahi
Honth keh nahi sakte jo fasana dil ka, Shayad nazar se woh baat ho jaye. Is umeed mein karte hain intezaar raat ka, ke shayad sapne mein mulaqat ho jaye
  

Feb, 01 2012     152 chars (1 sms)     1007 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Ye pyari nigahein yaad rahengi, milkar na milne ki ada yaad rahegi, mumkin nahi ki main tumhe bhula dun, aur umar bhar tumhe bhi meri yaad rahegi.
Bundo Se Moti Mang Lenge Chand Se Chandni Mang lenge Agar Teri Mohabbat Naseeb Hui, To Teri Mohabbat ki Khatir Khuda Se Ek Aur Zindagi Mang lenGe.
Duniya Bhi Jaati Hai Muh Mod Ke,Yaar Bhi Jaate Hai Saath Chod Ke,Nahi Hai "hum" Un Logon Mein Se,Jo Chale Jaate hai dil tod kar..
Sab samajhte hai ki hum magroor the.Par sach me sirf hum hi majboor the.Nahi jaante ki wo meri thi ya nahi,Par ye jaante hai k hum uske zarur the
Jb achanak unki yad ati he Dil me dhimi Si dhdkan ruk jati he Itni khubsurat he unki ankhe Ki unse nzr milte hi hmari nzar juk jati he
Yeh baat galat hai ke hume aapse mohabbat nahi hai, haan yeh baat alag hai ke hume mohabbat jatane ki aadat nahi hai.
zindgi kabhi aapko hasati hogi kabhi aapko rulati hogi yaad karta hai koi aapko har pal is raftar bhari zindgi meek hichaki to aapko roj aati hi hogi
KiSiKo PALKO Me Na Basao PALKO Me Sirf SAPNE Baste H Agar Bsana H to"DIL"me Basao Qki"DIL"me Sirf APNE Baste H. J
Tumhari ankhon me jo nami si chai hai, Ye mere door hone ki gawahi hai, Yaad itna na kiya kar mujhe, Hichki le le ke meri jan pe ban aai hai
Waqt ke dayare se hum nikal na jaye.. aapke dil se kahin hum utar na jaye.. hum roz aapko yaad dilaya karenge.. warna kahin aap hume bhul na jaye
Tadap k dekho kisi ki chahat me Tab pata chale k intzaar kya hota hai Agar yu hi mil jaye koyi bina tadpeTo kaise pata chale pyar kya hota hai
Aaj Yaad Na Kiya,, Na Kehna Kbhi.Hamari Nazro Se Door Na Rehna Kbhi.Khusi Bankar Zindgi Me Aaye Ho Tum,Ab Ashq Bankar Ankho Se Na Behna Kabhi…