Yaado mai hamari who bhi kohye honge. Khule aakho se kabhi who bi soye honge. Mana hasna hai ada gam chupane ki, par HASTE-HASTE kabhi who bhi roe honge?
Zindan_e_Ishaq Mein Jo Griftaar Ho Gya Kisi Kaam ka Na Raha Bekaar Ho Gya Jiss rooz keh usey Mehboob ka Deedar Ho Gya Us din se Shuru Dobara Intazar Ho Gya
Hr Ek Shakhs Se Me Muskura Ke Milta Hon,Tamam Ranjishen Dil Se Bula Ke Milta Hon,Mere Dukhon Se Koi Udhas Na Hojae,Me Apne Chehre Pr Khushiyan Saja Ke Milta Hon.
Mujhe sulane k khatir jab raat aati hai,Hum so nahi pate, raat khud so jati hai,Puchne par dilse ye awaz aati hai,Aaj unhe yaad kar le, RAAT to roz aati hai