Hamari dosti dil

Hamari dosti dil
Hamari dosti dil mein basaye rakhna hamari yadon ke chirag jalaye rakhna bahut lamba hai safar zindagi ka mere dost ek hissa hume bhi banaye rakhna
  

Feb, 01 2012     147 chars (1 sms)     1178 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

PEENE KI ADAT PILANE KI AADAT, NAJRON SE NAINE MILANE KI AADAT, NAINE MILAYE BHI TAU KAISE, UNHE HAI NAINE JHUKANE KI AADAT.
Pyara Sa Ek Ehsaas ho tum, Har pal mere paas ho tum, Jeene ki ek aas ho tum, man ke vishwaas ho tum, Shyaad is liye KUCH KHAAS ho tum.
Mitti Ki Anokhi Murat Ho Tum, Zindagi Ki 1Zarurat Ho Tum, Phool To Khubsurat Hote Hai, Phoolo Se B Khubsurat Ho Tum!
Jabse Kareeb Hoke Chale Zindagi Se Hum Khud Apne Hi Aaine Ko Lage Aznabi Se Hum Kuchh Duur Chalke Raste Sab Ek Se Lage Milne Gaye Kisi Se, Mil Aaye Kisi Se Hum
Kismat k bharose pyar kiya nahi karte., darr darr k hum kabhi jiya nahi karte., Dil tutne ka dar unko hoga., jo bichadne k darse pyar kiya nahi karte
Bhoolna Chaoge Jitna Aap Humko, Utna Yaad Aayenge Hum.. Dil Se Nikalne Ki Koshish Na Karna, Warna Dil Ke Aur Kareb Aajayenge Hum
TuJhSe MoHaBaT MaiN ItnI KaRtA Hu TuJhSe BiChHaD JaAnE Se DaRta Hu KaBhi JuDa Na Ho pAaYe ZiNdGi BhAr KhuDa Se BaS YeHi DuA MaiN KaRta Hu
Tumhare pyaar me hamne bhohot chote khaye, Jiska hisaab na hosake utne dard paye, Phirbhi tere pyaar ki kasam khake kehtahu, Hamare lab pe tumhare liye sirf pyaar aaye.
Tadap uthoge jab hum yaad aayenge,Dhoondoge hume jab hum durr chale jaayenge.Hamari yaadon ke nishan dil me paaoge,Jab tumhari dhadkano me chhup kar hum muskurayenge
Hum Wo Nai Jo Bhul Jaya Karte Hai, Hum Wo Hai Jo Nibhaya Karte Hai, Dur Rehke Milna Shyad Mushkil Ho, Par Yad Banke Sason Me Bus Jaya Karte Hai.
kyo is ashiq ko apna pyar nahi milta, kyo isse ishq-e-ikrar nahi milta, izhaar karte hue thak jaate hai hum, kyo pyar be badle pyar nahi milta !
DIL KI MAJBURI BATANA NAHI AATA,KISI KO AISE TADPANA NAHI AATA SUNNA CHAHTE HAI EK BAAR FIR AWAZ AAPKI,MAGAR BAAT KARNE KA kOI BAHANA NAHI AATA