Mill jaye koi

Mill jaye koi
Mill jaye koi Naya to Hamein na Bhula dena Koi Rulaye Tumhein to Hamein Yaad kar lena Dost Rahange umar bhar Tumhare Tumhari Khushi na sahi Gham hi Baant lena
  

Jan, 27 2012     158 chars (1 sms)     1142 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Judai har pal mehsoos na hoti kash wo itni majbur na hoti waqt banaa deta hai subko bewafa warna mohabat itni mashhoor na hoti.
Kya kahoon teri taareef mein, Har lavz adhura sa lagta hai, Ye alfaaj kya kahenge tarif teri, Tu khud ek tarif sa lagata hai !
Mahobbat Mujhe thi Unse itni Unki Yaadon mai Dil Tarpta raha Mout b Meri chaht ko rok na saki Qabar mai b Dil Dharkta raha
Agar khayal bhi aaye ke tumko khat likhu Ghoslo se kabuter nekal ne lagte hai
Payal se payal ki jhankar sundar hai, pyar se pyar ka anubhav sundar hai, log kehte hai aap sundar hai, lekin aapse jyada aapka Swabhav Sundar hai..!
Nazre jab milti he UnseDiL ko Hum Palkon par thaam lete heUnhe Pa kar Khone kaa Dar he ShayadIsi liye Mohabat ko Dosti ka NaM dete he
Tumhari ankhon me jo nami si chai hai, Ye mere door hone ki gawahi hai, Yaad itna na kiya kar mujhe, Hichki le le ke meri jan pe ban aai hai
Kismat hum pe ehsaan kar jaaye.saare khwaab haqiqat ho jaaye.na karenge dua,agar jindagi me aap humsafar ban jaaye..
Saath to mangne Se Mil Sakta Hai Lekin Pyar Mangne Se Nahi Milta Kyonki Pyar Kiya Nahi Jaata Pyar to Ho Jata dil se dil ko jab koi pyara lagta hai.
Badalna Aata Nahi Humko Mosam ki Tarah,Har Roop Me Unka intzar karte hai, Na samet sakenge Jise qayamat tak kasam khuda ki Unhe itna Pyar karte he.
Kuchh door hamare sang chalo, hum aapni kahani keh denge Jo baat na samje tum aankhon se, vo baat jubani keh denge
Juda Mujse mera Pyr Ho N jaye, Zindgi kahi Dushvaar Ho N jaye.e Khuda1 izat rakhna Meri, khtam Na karna Ye zindgi, Jabtak mere Pyr ko mujhse pyr Ho Na Jaye.