Humne apni ik duniya banai hai,Jis mein rehti main aur meri tanhayi hai,Us tanhayi mein baatein aur yaadein hain uski,Agar batadun sab ko to meri ruswai hai
Jab Sham Ka Waqt Dhalne Lagta He Tera Naam Mere Labo Pe Muskurane Lagta He Kuch Is Tarah Se Aap ki Yaad Aati He Ki Zindgi Ka Har Lamha Mahek ne lagta He.
Dil se tera khayal na jaye to kya karu? tu hi bata teri yaad aaye to kya karu? hasrat hai ki ek nazar tujhe dubara dekh lu kismat woh lamha na laye to kya karu?