Khuda ne jab

Khuda ne jab
Khuda ne jab ishq banaya hoga, To khud bhi zaroor ajmaya hoga, Hamari to aukaat hi kya hai, Is ishq ne khuda ko bhi zaroor rulaya hoga.
  

Feb, 01 2012     135 chars (1 sms)     1122 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Zindagi ki raho me aage jaoge To piche ek saya tum har dum paoge Mudd kar dekhogi to tanhai hogi Mehsus karoge to hamein paoge..
har mod par suruaat ho sakti h.dur rehkr b baat ho sakti h.maana ki ham aapse dur hai bhut.par aakh band kar lo to mulaakaat bhi ho sakti h.
Mumkin Hai Safar Ho Aasan Kuch Pal Sath Chal Kar Dekho Kuch Tum Badal Kar Dekho Kuch Hum Badal Kar Dekhe
Gila rahe humse shikwa rahe humse, aarzoo hai bas yehi ek silsila rahe humse. Fasle ho darmiya, ya khata ho koi humse, dua hai bas yehi nazdikiya rahe humse....
Dukh Dard K Maro Se Mera Zikr N Karna Ghar Jao To Yaro Se Mera Zikr N Karna Shayad Andhere Hi Muje Raah Dikhaye Ab Chand Sitaro Se Mera Zikr N karna
Kon tha apna kis pe inayat karte.Hamari to hasrat rahi tum bhi mohabat karte.Us ne samjha hi nahi mujhe kisi kabil.Warna us se pyar nahi us ki ibadat karte
dhoop ho ya ho sehra tere sath chalunga yakeen na ho to aazama lo mujhko tere dukh ko sehlenge hanskar agar apne jism ki chadar bana lo mujhko
Jinko aayi na nibhani mohabbat woh kya kisi ko aabad karenge... Uth kar royenge raato ko tab,Jab pyar mera woh yaad karenge…
Hichikyon se ek baat ka ehsaas hota hai ki,Shayaad koi hume yaad karta hai,milne na aaye to kya,hum per kuch lamhe to barbad to karta ha
Na Zindgi Mili Na Wafa Mili,Kyu Har Khushi Humse Khafa Mili,Jhuthi Muskan Liye Dard Chupate Rahe,Sacha Pyar Krne Ki Kya Khub Saza mili.
Hum hi me thi wo baat, Jo yaad naa tum ko aa sake, Tum ne hume bhula diya, Par hum tumhe naa bhula sake
Vo chand hai magar aap se pyara to nahi, paravana ka shama k bina guzara to nahi,Mere dil ne suni hai mithi c aawaz, kahi aap ne hame pukara to nahi.