Tum na jao

Tum na jao
Tum na jao kahin,bas ik nazar dekh lene ki ijazat de do.kuchh waqt guzar lu tere yadon mein,1 zindagi jeene ki ijaazat de do.
  

Jan, 28 2012     125 chars (1 sms)     21610 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Sab Samajhte H Ki Hum Magrur h Par Sach Me Sirf Hum Hi Mazbur h Nahi Jante Ki Wo Meri h Ya Nhi Pr Ye Jaante He k Hum Uske Zarur h4
Tajmahal ko pyar ki imarat aur chand ko pyar ki ibadat kehte hai. Hamara chand to aapsa pyara hai.Jiske dilke tajmahal me hum rehte hAI
Tera Shukriya Kuch Is Tarah Ada KruTu Kare Bewfai Mai Sada tujse Wafa Karu. Meri Mohabat Ne Sikhaya Hai Mujhe, Khud Mit Jaaun Par Tere Liye Dua Kru.!
Gam ke aansu dikha nahi sakte Apna haq aap par jata nahi sakte Kitne anmol hain aap meri nigahon mein Ye baat hum aapko bata nahi sakte
Yun toh bahut tha baatane ko, zamaane se chup ke chaha tha apne chahne wale ko, kya khabar thi yun tanha chod deega woh, acha hua ki mere dukh ki khabar bhi na mil paaye zamaane ko. .
Zindagi kbhi Apko Hsati hogi, Kabhi Apko rulati hogi. Yaad krta hai koi Apko har pal, Is Rftar bhari Zindagi me, Ek Hichki to Apko roj ati hogi.
kya aalam, kya nazaara kya masti,kya badal yunhi tumhe dekhta raha to ho jaoonga main paagal.
Jo Ek Nazar Dekhoge Tum Hume,Toh Har Tarf Sirf Hum Hi Ko Paoge.Yakin Apni Mohabbat Par Itna Hai Mujhe,Meri Chahat Ko Dekhoge To Laut Aaoge.......
'Kehte Hai Jise Naseeb Mill Gaya Haatho Se,Ban K Aansu Jhalak Gaya Aankho Se,Koi To Bataye Kaise Bhul Jau Use,Jo Kabhi Dur Gaya Hi Nahi In Sanso Se.'
Khyal tha ki hum tujhe razdan bana lete Magar ye log nayi dastan bana lete Tu ek baar muhabbat se dekh leta to hum Zamin khud ko tujhe aasman bana lete
Najar Milte He Aapse, Meri Sanse Tej Chalti Hai; Khayalon Me Aate He Aapke, Meri Tammnaye Machalti Hai...
Kabhi phool kabhi hawa banke chu jayenge, Hum to marke bhi sath nibha jayenge Kabhi tanhai mei yaad karna hume hasi banke hoton pe khil jayenge