ZINDAGI KISI KI

ZINDAGI KISI KI
ZINDAGI KISI KI AMANAT NAHIN HOTI, AMANAT MAIN KABHI KAYAMAT NAHI HOTI, DIL KO SAMBAHL KAR RAKHNA MERE DOST, ISHK KI QAID MAIN KABHI ZAMANAT NAHI HOTI.
  

Feb, 01 2012     151 chars (1 sms)     1169 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Mohabat ke bina Zindagi fazool hai Par mahobat ke bhi aapne ussol hai Kehte hai milti hai mohabbat mein bahut ulfaate Par aap ho Mehbub toh sab kubul hai
Dil Walo Ka Apna Jaha Hota Hai Zindagi Junun ishq Imtihan Hota Hai Be Mout Mare Jate Hai MohabbaT Me Log Marne Ka Shauk Kise Kaha Hota Hai..
who hai zalim kahte hain ki hua kya hai, jal raha dil aur kehte hain ki dhuaan kahan hai mar gaya aashik aur kisi ne tawajjo na ki, unki nazaro ke teer chalte hain to gilah kya hai
Ankhen to pyar me dilki zuban hoti hai,sachi chahat to sada bezuban hoti hai,pyar mai dard bhi mile to kya gabrana,suna hai dard se chahat aur jawan hoti hai.
Nigaho me manzil thi,Gire aur gir kar sambhalte rahe Hawao ne bahut koshish ki,Magar chirag aandhiyo me bhi jalte rahe.
Lamha-Lamha Apke Hothon Par MusKan Rahe Har Gum se Aap Anjan Rahe Jiske sath Mahek Uthe Aapki Zindgi Hamesha Aapke Pas Wahi Insaan Rahe
Yaar Ek Baar Aake Muskara Do Tum Jaha Ho Ek Pagam Bhizwa Do Raha Dekhtii Hain Yeh Aakhe Ek Baar Aapne Pyaari Awaz Sunaa Do
Aankhe Thak Gayi Yaar K Intezar Me Waqt Ne Luta Hame Bhare Bazar Me Q Nahi Aaye Wo Hamse Milne Hum Me Kami Thi Ya Hamare Pyar me
Ek baar jo gale lag ke rone diya hota,Hamne bhi koi pal mohabbat ka ji liya hota,toot ke bikher jate aapke kadmo m,aapki sanso ne mera nam to liya hota
dil mein chupi baat ko ek baar jo pehchaan lete, lab jo na keh paye woh aankho se jaan lete, zuban humari himmat na kar payi, lekin is dil ki dhadkan ko to kaash aap pehchaan lete
Sabhi nagme saz par gaye nahi jate sabhi log mehfil me bulaye nahi jate kuchh pas rahekar bhi yad nahi aate kuch dur rahekar bhi bhulaye nahi jate
Akela sa mehsus karo jab tanhai me,Yaad meri aye jab judai me,Mehsus karna tumhare karib hu me,Jab chahe dekh lena apni hi parchai me