SOONI ZINDAGI ME

SOONI ZINDAGI ME
SOONI ZINDAGI ME HULCHL MEHSUS HUI, BEJAAN DIL KI AAJ DHADKAN MEHSUS HUI, JAANE KYUN AAJ AISA LAGA, SHAYAD AAPKI KAMI MEHSUS HUI.
  

Feb, 01 2012     129 chars (1 sms)     1265 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Hoto ki zuban ansu kehte hai, chup rehte hai phir bhi behte hai, in ansu ki sitam toh dekhiye yeh unke liye behte hai jo ankho me rehte hai…
KAsh k koi majburi na hoti hum me aur un mein ye doori na hoti har pal paas rehne ki tamana hamari v hpar har tamana to puri v nahi hoti
Sab Samajhte H Ki Hum Magrur h Par Sach Me Sirf Hum Hi Mazbur h Nahi Jante Ki Wo Meri h Ya Nhi Pr Ye Jaante He k Hum Uske Zarur h4
Aaj kissi dua ki kami hai,Tabhi to humari ankho mein nami hai,Koi to hai jo bhul gaya hume,Par humare dil mein unki jagah to wahi hai
Trasta he dil teri awaz k liye,mohabt bhare chand alfaz k liye,Krdo hme fana apni is adase,Tadapte he hm teri is saza k liye
Unhe Pyar Karna nahi ata, aur hame Pyar ke sivay Kuch nahi ata... Jine ke sirf ye do raste hai, ek unhe nahi ata aur ek hame nahi ata...
Yadon ko teri hum pyaar karte hai. sau janam bhi tum par nisaar karte hai, fursat mile to likh bhejna. sirf ek Aapke hi toh sms ka intzaar karte hai..
Naino me base hai zara khayal rakhna,kisi kaam se hi sahi par yaad karna,mujhe aadat hai aapko yaad karne ki,agar hichkiyan zyada aaye maf.karna
Us shaks ko mera halka sa ehsas to h,bedard hi sahi wo mera humraz to h.Wo ayga 1 din mere pas wapis,jhuti hi sahi 1 aas to h.
Tahzeeb e ishq yeh hai ki woh hum par karein sitam, aur un se kahein ki ye karam hain sitam nahin.
'Betab Tamannao Ki Kasak Rahne Do Manzil Ko Pane Ki Jhalak Rahne Do Aap Bhale Hi Raho Dur Nazro S Par Bandh Palko M Apni Jalak Rehne do
Har Taraf khamoshi Ka Saaya Hai, Jise Chahate Hai hum woh ab paraya hai, Gir Pade hai hum mahobbat ki bhukh se, Aur log kehate hai ki pikar aaya he.