Naino me base

Naino me base
Naino me base hai zara khayal rakhna,kisi kaam se hi sahi par yaad karna,mujhe aadat hai aapko yaad karne ki,agar hichkiyan zyada aaye maf.karna
  

Feb, 01 2012     144 chars (1 sms)     1149 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Mera dil kahi kho gaya hai kisi aur ka ho gaya hai jaag uthi hai neend, chain kahi kho gaya hai aur jise me ne pyar kiya wo mujhe bhul k so raha hai.
Hoto ki awaz ye aasu kehte hai jo chup rahte lakin phir b behte hai or in asu ki kismat to dekho un k liye behte hai jo aakho me rehte hai
faasle bahut hai,par itna maan lijite,karib rahkar bhi har koi khas nahi hota,khayalon me itna karib hain ki faaslon ka ehsas hi nahi hota.
Subah Ka Ujala Sada Aap ke Sath Ho Har Din Har Pal Aap ke Liye Khaas Ho Dil Se Dua Nikalti Hai Apno K Liye Sari Khushiyan Aap ke Paas Ho
Aaj phir ek pal khubsurat hai,dil me aapki sirf aapki surat hai,kuchh bhi kahe ye duniya koi gum nahi,duniya se jyada hume aapki jarurat hai
Ashq Mile To Pee Lete Hain Aap Kahe To Mar Jayen Hum Aap Kahe To Jee Lete Hain Hum To Hain Un Phoolon Jaise Jo Kaaton Main Bhi Jee Lete Hain
Kya batau ye qyamat kya hai,Maine ghabra k kaha ruth jana tera.Mot kehte he kise jab mujse pucha,Maine ankhe jhuka kar kaha chod jana tera
Is subahki tanhaie se, Is dardki gehrayie se, Ye dil kuch baat kar raha hai... zara Samjho in Fizaoun ki jubanko, Aaj fir tumhe koi yaad kar RAHA HAI
Pyar Tumse Na Krte To Kya Krte,Jiwan Tumare Nam Na Krte To Or Kya Krte,Tum Zindgi Ho Humari,Tum Pe Na Marte To Or Kya Krte..
Khuda ki Rehmat sare SANSAR pr barse Mere hise ki rehmat mere YAR pr barse A khuda muje kardena PANI agar mera yar kabhi PYAAS se tarse.
Zamin ki mitti bhi dekh na pau,mujhe aasma mein itne sitare na do,zamin par pair rakhkar akele chal na pau, mujhe kadam kadam par itna sahara na do…
ham apne aap mein yun gumm hue hein muddat se, hame to jaisay kisi ka bhi intezaar nahi… kisi ko toot kar chaahen ya chaah kar tootain, hamare paas to itna bhi ikhteyaar nahi…