Tumhe dil main

Tumhe dil main
Tumhe dil main basaye rakhta hoon Aur duniya ko bhoolaye rakhta hoon Tumhe meri nazar na lag jaye Iss liye nazarein jukaye rakhta hoon
  

Jan, 31 2012     134 chars (1 sms)     1056 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Tu Mera Sapna Mera Arman Hai.Shayad Tu Apni Ahmiyat Se Anjan Hai.Mujse Kabhi Rooth Kar Mat Jana AapQki Meri Duniya Aapke Bina Viran Hai!
-Kya kahe ki kuch kaha nahi jata, dard mitha hai par saha nahi jata, yaad aati hai is kadar aapki, k bina yaad kiye raha nahi jata.
Na Manzile Kathin Thhi Na Raste Mushkil Thhe, Tumne Jo Wada Toda Saath Nibhane Ka, Na Manzilei Rahi Na Raaste Rahe.
Yad rukti nhi rok pane se,Dil rukta nhi ksi k smjhane se,Ruk jati hi Dhdkn Aapko bhul jane se,Hum Apko Yad karte hai jeene ke Bahane se.
Jab rat koyaad unki ati hai Sitaron me unki tasvir nazar ati hai Khojti hai nigahe us pyare shaks koYaad me jiskisubah ho jati hai
Zamane me koi na sahara nazar aaya Bus tu hi ek hamara nazar aaya Tere pyar me is kadar behte rahe Na tufan nazar aaya na kinara nazar aaya
Dhoka na dena ke tujpe aietbar bahut hai,ye dil tere chahat ka talabgar bahut hai, teri surat na dekhe to dikhai kuch nahi deta, hum kya kare ke tujse pyar bahut hai
Hawa k jhonkekhushi k moke aapke paigam diya karte hain bhul nahi sakte hum apko kbi kyun k apni har saans main aapko yaad karte hain.
Ham Na mile Aapse to fariyaade Milegi. Ham jo mile Aapse to Yaade Milegi. Maut khamos kar Degi zuba ko Magar, Aapko kadam kadam Pe Hamari Aawaaze Milegi..
Is zindagi se pyar kis namurad ko hai, Mar-mar k ek farz ada kr rahi hu, Ho to kisi tarha kaid se rihayi bas yahi dua subah saam kr rahi hu.
Kash ye zindgi haseen hoti jo chahte wo dua kabul hoti. khne ko to hai sabhi apne par kash koi aisa hota jise mere dard se taqlif to hot
Khayal aya to apka aya, Aakhe bandh ki to khvab apka aya, Socha ke yad karlu bhagavan ko pal do pal, Par hoth khule to naam apka aya.