Dur hote huve

Dur hote huve
Dur hote huve bhi Dosti ka Rishta nibhate hai aap, Na jane kyun Dil ko lubhate hai aap, Yeh kaisa karishma hai aap ka,Jo hum ko itna yaad aate hai aap
  

Feb, 01 2012     150 chars (1 sms)     1162 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Åpne Åpni Åånkho Me Nur Chupå Råkhå Håi, Hosh Wålo Ko Diwånå Bånå Råkhå Håi, Nåz Kåise Nå Kåru Ååpki Dosti Pår Muj Jåise Nåchiz Ko "KHÅS" Bånå Råkhå Håi...
Ansu Tumhari Ankho Se Le Jayenge Hm Sapne Sunehre Tume De Jayenge Hm Zarurat Ho Hamari To Awaz Na Dena?Bus Mud K Dekhna Saye Me Nazar Aajyenge Hum.
KISI KI YAADON ME AANSOON BAHAA NE SE DIL KA DARD KAM NAHIN HOTA PYAR TO APNI KISMAT ME HOTA HAI KISI KO CHAHHNE SE KOI APNA NAHIN HOTA
Khusnasib hote hai badal, Jo dur rahkar bhi zamin par baraste hai... Aur ek badnasib hum hai, Jo ek hi duniya me rahkar bhi milne ko taraste hai.
Kismat k bharose pyar kiya nahi karte., darr darr k hum kabhi jiya nahi karte., Dil tutne ka dar unko hoga., jo bichadne k darse pyar kiya nahi karte
Muskurahat ki roshni ka sabab, aansuo ke chiraag hote hain,Jin ke chehre ho chand ki moorat,unke dilo mein bhi daag hote hai
Maine Use Pochha Kya Dhop Mein Barish Hoti Hai? Ye Sunkar Wo Hansne Lagi Fir Hanste Hanste Rone Lagi Aur Dhop Mein Baarish Hone Lagi
ban ke ehsas meri dhadkan ke paas rehte ho,tasveer ban meri ankho ke paas rehte ho,aaj puchte hai ek sawal tumse,kya dur reh kar tum bhi udas rehte ho
Ishq ke Bag main ek hi to phool khila Woh bhi Sookh gaya is fasane main Kya karenge hum Yahan par Akele Abhi to Zamana hai Bahar Aane main.
Dil k bazar Me sabse Garib hu Me.Khwabo ki dunia ka Badnsib hu Me.Apke pas Mere liye waqt hi nhi.Aur log smjte He ki apke sbse karib hu me.
Zindagi se wafa hamne bhi ki hain bahot par Gamon ke siva aur kuch mila bhi to nahi, Ek tujhko pakar bahut khush tha main , Par sath tera manzil tak mila bhi to nahi…
Bana bana k tamanna mitai jati hai,Tarah tarah se wafaye azmai jati hai,Unko humse mohabbt nai 2 phir Q juka juka k nazre milai jati hai ?