Dhoka na dena

Dhoka na dena
Dhoka na dena ke tujpe aietbar bahut hai,ye dil tere chahat ka talabgar bahut hai, teri surat na dekhe to dikhai kuch nahi deta, hum kya kare ke tujse pyar bahut hai
  

Feb, 01 2012     165 chars (2 sms)     21496 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Apki yadon ki mehak in hawaon me hai, kuch apnapan sa in fizaon mein hai, khushiya chume apke kadam hardam, yehi sapna in nigaho me hai…
Kash wo pal sang bitaye na hote, jinko yaad kar aaj ye aansu aaye na hote, is tarha door jana hi tha, to itni gehrayi se dil me samaye na hote
Hume pata nhi dil ki manzil kahan he,Humto unke peeche chalte rahenge,safar khatam kar denge wahi par,Jahan tak unke kadam le chalenge
Samjha na koi dil ki baat ko.. Dard duniya ne bin soche hi de diya.. Seh gaye jo hum agar dard ko chupke se.. To phir humko patthar dil keh diya.......
Kuch Nasha Unki Baat Ka Hai Kuch Nasha Dhimi Barsat Ka Kai Hum To Kab K Mar Chuke Hote Jinda Hai Kyoki Intezar Unse Agli Mulakat Ka Hai
KISI KI YAADON ME AANSOON BAHAA NE SE DIL KA DARD KAM NAHIN HOTA PYAR TOH APNI KISMAT ME HOTA HAI KISI KO CHAHHNE SE KOI APNA NAHIN HOTA
Kyun kisi se itna pyar ho jata hai, ek din jeena bhi dushwaar ho jata hai. lagne lagte hain apne bhi paraye, aur ek ajnabi par itna aitbaar ho jata he.
Yun Achanak Se Aa Jati Ho Samne,Ke Mai Kuch Bhi Keh Paata Nahi Kya Kahu Tere Husn Ke Sajde Me Ke Koi Sher Bhi Yaad Aata Nahi.
Teri Awaaz se pyar hai hame itna izhaar hum kar nahi sakte. hamare liye tu uss khuda ki tarah hai jiska didaar hum kar nahi sakte..
Na karo wo wada jise tum nibha na sako, na chao use jise tum pa na sako, pyaar kisi ka kahan pura hota hai, pyar ka to pehla akshr hi adhura hota hai.
ye kaisi kashmakash hai zindagi me, kisi ko dhundte hai hum kisi me"
Ye Kurb Ka Tufan Guzerta Q Nahi?Dil Toot Gaya Hai To Bikherta Q Nahi?Ek Hi Shaks Ko Chahta Hai Q Itna?Koi Dusra is DIL me utarta Kyu nahi?