Unke cahre par

Unke cahre par
Unke cahre par iss kadar noor hai, Unki yaad main rona bhi manzoor hai, Bewafa bhi kahe nahi sakte hum unhe, Pyar to humne kiya tha woh to bekasoor hai.
  

Jan, 31 2012     152 chars (1 sms)     1165 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

mhoohabat ke izhaar ko jootha na samajhiye ger chod jaaye koi to use dhokha na samajhiye
Har baar dil se yeh paigaam aaye JubaaN kholu to tera he naam aaye Tum he kyon bhaye dil ko kya malum Jab nazroo ke saamne haseen naam aaye
Adat hai teri yad ane ki.En akhoko teri ek zalak pane ki. Hamari to tamanna hai apko pane ki par shayad apki adat hai hame tadpane ki
Yaadon ki barsaat liye Duaaon ki soghat liye Dil ki gehrayee se Chand ki roshnai se Pholon k kaghaz per Aap k liye sirf 3 lafz"I LOVE YOU"
Tumse Bicharne Ka Gum Hum Seh Nahi Sakte Bhari Mehfil Mei Hum Kuch Keh Nahi Sakte Hamare Girte Anson Ko Pakar Kr To Dekho Wo B Kehte Hain Hum Ap K Bina Reh Nahin Sakte
Intezar ka jo metha dard diya he tumne, Mujh par bada ehsan kiya he tumne, Yeh hichkiyan bhi to nahi aati kambakht, Jo sochun k yaad kiya he tumne..
Mazbur Ham Nahi Ki Apko Bhul Jaye,Khilona Ham Nahi Ki Yuhi Tut Jaye,Dua Se Kharida Hai Hmne Ap Ko,Daulat Se Nahi K Rakh K Bhool Jaye...
Chupke se koi dil me sama jata hai, jise hamko tadpane me maza ata hai, koi itna dard de jata hai, par kambakt dil ko usi par pyar ata hai.....
Unhe ye shikayat hai humse ki Hum har kisi ko dekh kar muskurate hai Nasamajh hai wo kya jaane Hamein to har chehre mein wahi nazar ate hai
kitni Rate Bit Gayi kitne Din Bit Gaye Bas Bita Nhi To yaado ka wo Pal Wo Gujra Hua kal Biti Nhi To Aankhoki Nami Aur Aapki kami.
Sab samajhte hain k hum magroor thay Par sach me sirf hum hi majboor thay nahi jante k wo meri thi ya nhi Par ye jante hain hum uske zarur thay
Tu awaaz de main chala aaoonga Tu saaj de main chala aaonga Kya kahoon fitrat kya hai is dil ki Tu saans le main chala aaoonga