Kuch Badli Hui

Kuch Badli Hui
Kuch Badli Hui si Taqdir Nazar aati He,Door Tak Yaado ki zanzir nazar Aati he, Me Padhu to kya Padhu e dost.Har panne par uski tasvir nazar Aati he.
  

Jan, 28 2012     148 chars (1 sms)     2643 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Jis Dil Mein Basa Tha Pyar Tera Uus Dilko Kabhi Ka Tod Diya Badnaam Na Hone Denge Tuze Tera Naam Hi Lena Chod Diya.
Itna Na Tadpao Ke Sochte Reh Jaaye Itna Bhi Na Satao K Rote Reh jaye Zindgi Se Badh k Chaha Hai Tumko U DiL Na dukhao K SanSe Ruk Jaaye..
Ham Na mile Aapse to fariyaade Milegi. Ham jo mile Aapse to Yaade Milegi. Maut khamos kar Degi zuba ko Magar, Aapko kadam kadam Pe Hamari Aawaaze Milegi..
Dil Ko Dukhane Me Waqt Hi Kitna Lagta Hai. Aansu Bahane Me Waqt Hi Kitna Lagta Hai.Aap Ko Hamari Yaad Hi Nahi Aati Warna Ek sms Karne Me Waqt Hi Kitna lagta ha
Pyaar me maut se darta kaun he pyaar ho jaata hai Karta kaun he Aap jaise yar par dunya qurban Aur Aap puchte ho ki hum pe marta kaun he
AAPKO BHUL JAYE NAMUMKIN SI BAAT HAI,AAPKO NA HO YAKIN YEH AUR BAAT HAI,JAB TAK RAHEGI SAANS TAB TAK RAHOGE YAAD,YEH SAANS TUT JAYE TO AUR BAAT HAI.
TERI AWAZ TERE ROOP KI PEHCHAAN HAI,TERE DIL KI DHARKAN MERE DIL KI JAAN HAI,NA SUNU JIS ROZ TERI BATEIN,LAGTA HAI US ROZ YEH JISM HI BEJAAN HAI.
Hasrat he sirf tumhe pane ki,aur koi khwaahish nahi is deewanaki, Shikwa mujhse nahi,khudase karo,kya zarurat thi tumhe itna pyara banane ki
Ikrar me shabdo ki ehmiyat nal hoti, dil k jazbat ki awaz nal hoti,ankhe bayan kar deti hai dil ki dasta,mohabat lafzo ki mohtaz nahi hoti
Kyo hame maut ke paigam diye jate hai, ye sazaa kya kum hai ki hum jiye jate hai, ek unhe hamari parwah nahi, ek hum hai jo unka naam liye jate hai...
Dur nigaho se bar bar jaya na karo,dil ko is kadar tadpaya na karo,tum bin ek pal bhi ji na sakenge hum,ye ehsas bar bar dilaya na karo
Akela sa mehsus karo jab tanhai me,Yaad meri aye jab judai me,Mehsus karna tumhare karib hu me,Jab chahe dekh lena apni hi parchai me