Takdir ne chaaha,

Takdir ne chaaha,
Takdir ne chaaha, Takdir ne bataya. Takdir ne tumko or humko milaya. Khushnasib the hum ya wo pal, jab tum sa Anmol SATHI is zindagi me aaya.
  

Feb, 01 2012     141 chars (1 sms)     2053 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Ek Ehsas Tumhara Dil Mai Jag Raha Tha Pyar Man Mai Usi Pyar Ka Samparn Karne Aa Geye Hoon Paas Tumhare
Jab Achanak unki yad ati he Dilme Dhimi si dhdkan ruk jati he Itni khubsurat he unki ankhe Ki unse nzr milte hi hmari nzar juk jati he.
Dil Hi Dil Se Dil Ki Baat Ho Jayegi Aaine Me Dekho Khud Ko Humse Baat Ho Jayegi Shikwa Na Kariye Humse Milne Ka Ankhe Band Kariye Humse Mulaqat Ho Jayegi
Aapse kabhi mil na paaye hum phir bichadne ka darr kaisa meri har dhadkan me aap ho shamil phir aapki judaai ka gham kaisa
Rishta banaya hai kabhi bhulana nahi, Apna gum kabhi humse chupana nahi, Jitna bhi satana hai satao, Lekin is rishte ko kabhi Thukrana nahi.
Kitna Pyara Muskura lete ho Aasani se Apna bana lete hoItna Pyaar kaise jataa lete hoKisi Se sikha hai ya phir Meri Nakal Utar lete ho.
Bhigi huyi aankhon ka ye manzar na milega, ghar chhod ke mat jao kahi, ghar na milega.phir yaad bahut aayegi zulfon ki ghani shaam, jab dhup me saya koi sar par na milega.aansu ko kabhi oos ka qatra na samajhna, aisa tumhe chahat ka samundr na milega.
KASH KHUDA NE HUME EK KITAAB BANAYA HOTA AUR USSE PADANE KE LIYE SIRF TUME BANAYA HOTA, AAP PADHTE-2 SO JATE, ISI BAHANE HUME GALE TO LAGAYA HOTA.
Jab Dil Udas Ho, Humse Baat Kr Lena, Jab Dil Chahe Mulakat Kr Lena, Rhete Hai Apke Dil Ke Kisi Kone MeWqt Mile To Talash Kar Lena...
Woh chand hai magar Aapse pyara to nahi, parwane ka shama ke bina guzara to nahi, mere dilne suni hai mithi c awaz kahi apne hame pukara to nahi.
Phoolo me hasin gulab hai, padai ke liye jaroori kitab hai. duniya me har sawal ka jawab hai, Koi mere bare me puche to kehna WO LAJAWAB HAI.
Jab kabhi main unke khayaalon mein kho sa jaata hoon, Woh khud bhi baat karte hai to bura sa lagta hain.