Bahut mushkil se

Bahut mushkil se
Bahut mushkil se kal ki raat guzri hai, Kuch tanha par kuch khaas guzri hai, Na neend aai na khawaab koi, Bas aap k khayalon k saath guzri hai.
  

Jan, 27 2012     144 chars (1 sms)     1099 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Mohabbat Aur Mout Dono hi bin bulaye Mehman hai. Kab Aa jaye koi nahi janta,Dono ka Ek hi kam he Ek DIL Le jatihe To Dusri DHADKAN Le jatihe
Zindagi Mein Kuch Lamhein Khaas Ban Gaye,Mile To Mulakat Ban Gaye,Bichhde To Yaad Ban Gaye,Aur Jo Dil Se Na Gaye,Wo AAP Ban Gaye.
Pyar wo humko bepanaah kr gaye,Phir jindgi me humko tanha kar gaye.Chahat thi unke intjar me fanaa hone ki,Magar wo Laut ke aane ko B mna kar gye
Hawao K Chlne Se Patte Sarsarate He Khamosh Sannate Bi Kuch Keh Jate He Hum Pyar Krte Nhi Hr Kisi Se Jis Se Bi Krte He Dil Me Utar Jate
Na Mila Dilka Qadrdan Is Zmane Me,Ye Rista Tut Gya Dekhne Dikha Ne Me,Sochte He KE Ham 1 Roz Shmaa Se Puche Maza Kisme He Jalne Me Ya Jalaane me.
Nasha Ajib Sa Ha Hua Hai Aaj Phir,Wo Meri Rooh Me Utre He Aaj Phir,Dur Bahut Mujse Rehte He Wo Mgar,Mere Kareeb Se Wo Guzre Hai Aaj Phir !
Sabne Kaha Dosti ek dard hai, Humne kaha dard kabul hai, sabne kaha is dard ke saath ji nahi paoge, humne kaha teri dosti ke sath marna kabul hai...
samne na ho to tarsati hai ankhe,,,bin tere bahut barsti hai ankhe,,,mere liye na sahi inke liye aa jao,,,kynki tumse bepanah pyar karti hai ankhe,,,
Kerti hai SAANSAIN,Bas 1 hi ISHARA,DUA me meri bas NAAM hai tumhara,Tham jaye ye SAMA yahin per Nahi chahiye hame ab,Koi tumse bhi PYARA..!!
Jo dil jit le wo jigar hum b rkhte he, Katl jo kar de wo nazar hum b rkhte he. Vada kiya he humne kisi se haste rehne ka varna, Ankho me samandar hum b rkhte he
KAUN KEHTA HAI MERE BAGHAIR WO TANHA HOGA,WO CHAAND HAI KAHIN AUR CHAMAKTA HOGA,WO TO REHTA HAI MOHABBATON K DES ME,USSE KIYA KHABAR KOI TANHA USSE SOCHTA HOGA.
Dur hai aapse to kuch gam nahi,dur rahkar bhi bhulane wale hum nahi,roz mulakat na ho pai to kya hua,aapki yad mulakat se kam nahi