Ankhen to pyar me dilki zuban hoti hai,sachi chahat to sada bezuban hoti hai.pyar mai dard bhi mile to kya gabrana,suna hai dard se chahat aur jawan hoti hai....
Meri zindagi ke is mod pe ye kaisa waqt aaya hai, zakhm is dil ka zubaan pe aaya hai, nahi rote hum kaanto ki chubhan se, aaj kisi ki yaad ne humko itna rulaaya hai......
Khab adhure sahi khab tumhare to hain.. Khab jhoote sahi khab sahare to hain.. Jaise taise kat jaye gi zindagi.. Tum humare na sahi hum tumhare to hain......
Maang Lenge Tujhe Apne Khuda Se Hum Cheen Lenge Tumhe Har Kisi Se Hum Mere Siva Tum Pe Haq Nahin Hai Kisi Ka Na Karna Bewafai Mujh Se Kabhi Varna Duniya Chod Denge Hum…