Teri Tanhaiyon Mein Sharik Ho Jaon, Sochti Hu Aksar K Tera Nasib Ho Jaun, Na Rahe Kisi Aur ki Aarzu Tumko, Kabhi jo ho mumkin to me tere itne karib ho jau
ik mulakaat karo,enayat samajh kar, har cheez ka hisab dengay apna samajh kar, meri chahat par kabhi shak mat karna., hum piyar bhi karte hai ebadat samajh kar
MERA BASS CHALE TO AAPKI "ADAYE" KHARID LU JINE KE WASTE APKI "BATEIN" KHARID LU KAR SAKE JO HAR WAQT "DIDAR" APKA SAB KUCH LUTA KE WO "NIGAHE" KHARID LU..