Chand ke liye sitare anek han, lekin sitaron ke liye chand ek hai. Aapke liye to hazaron honge, lekin hamare liye aap hi ek hain.t nahi hoti. Ya tim timate sit
humain hasnay or hasanay ke adat hay nazron say nazrain milanay ke adat hay,par hamare nazar jisay hay ja mile osay nazar jhuka kar sharmanay ke adat hay.
Nazar nawaz najaro me ji nahi lagta, fiza gai to baharo me ji nahi lagta, na puchh mujse tere gum me kya gujarti hai, yahi kahungi hazaron me ji nahi lagta.”
Saath rehate rehate yuhi waqt gujar jayega.. Dur hone ke bad kaun kise yaad aayega.. Jeelo ye pal jab hum saath hai, kal ka kya pata waqt kahan le jayega...
Khyal tha ki hum tujhe razdan bana lete Magar ye log nayi dastan bana lete Tu ek baar muhabbat se dekh leta to hum Zamin khud ko tujhe aasman bana lete