Sab samajhte hai

Sab samajhte hai
Sab samajhte hai ki hum magroor the.Par sach me sirf hum hi majboor the.Nahi jaante ki wo meri thi ya nahi,Par ye jaante hai k hum uske zarur the
  

Jan, 28 2012     145 chars (1 sms)     1184 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Labon Pe Na Koi Sawal Rkhti Thi Kabhi Woh Itna Khyal Rkhti Thi Khabr Kya Thi Ke Muje Hi Bhul Jaigi Wo. Ek Ek Chiz Meri Jo Smbhal K Rkhti Thi
Jinki talash me kadam khud nikal gayeJinki yado me ye arman pighal gay khoza tha jinko sare jahan me palke bandki to wo Dil me hi mil gaye.
azre mila kar unhe chura mat lena, dost bana kar dushman mat bana lena, maana ki bohat door rehte hai apse, isi ka bahana kar ke bula mat dena..
Wo Apni Qaid Se Mujhe azad nhi Krta mgar Me B azad Hone Ki Fariyd Nhi krta Kabi Kabi Wo itna Yad Ata H Ki Me Zid Me Aakr Use Yad B Nhi Krta.
Kismat hum pe ehsaan kar jaaye.saare khwaab haqiqat ho jaaye.na karenge dua,agar jindagi me aap humsafar ban jaaye..
Uspaar Hi Sahi Kinara Hai Timtimata Hi Sahi Sitara Toh Hai Ho Jaati Hai Apki Yaad Se Hi Tasalli Door Hi Sahi Koi HAMARA to hai..
Dil To Chata Hai Tume Milna, Lekin Faasalo Ki Majboori Hai, Hum To Sada Tumhaare Saath Hai, Sirf Nazron Ki Doori Hai.
Mohabbat khud banati hai Mohabbat khud bhi banti hai Mohabbat khud bhi andhi hai Mohabbat andha karti hai
Dil jo tutega to fariyaad karoge tum. Hum na rahe to hume yaad karoge tum. Aaj to kehte ho hamare pass waqt nahi, par ek din mere liya waqt barbad karoge tum…
Udas njron me khwab milnge,kahi kante ToKahi gulab milnge,mere dil ki kitab Ko apni nazar se Padhk dekhna,kahi apki yad tokahi Aap milnge.
Kuch Uljhe Hue Sawalon Se Darta Hai Dil,Na Jane Kyon Tanhai Me Bikharta Hai Dil,Kisi Ko Pana Koi Badi Baat Nahi,Bas Kisi Ko Kho Dene Se Darta Hai Dil.
khuda na kare apko koi gum mile.khushiya aur hasi har dum mile.gum jab bhi apki aur chale khuda kare raste mai usse hum mile..