hasraton se hum

hasraton se hum
hasraton se hum apki rah saja denge sapno ki daulat aap per luta denge koi phool nai aaj daman me lekin Aap k aane per hum palke bichha denge
  

Jan, 31 2012     141 chars (1 sms)     1026 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Ulfat main khaaye zakham jab say, Chaine se nahi reh paata hoon main, Aaj bhi apne me bahut, Teri kami paata hoon main.
Do Hi Lafzon Ka Tha Woh Afsana,Jo Suna Kar Khamosh Ho Baithay..Ibteda Yh Ke Tum Ko Chaha Tha,Inteha Yh Ke Khud Ko Kho Baithay..
aye mere prem patra jakar sanam ko chum lena. jubaan se padhe to labo ko chum lena. najaro se padhe to palko ko chum lena. aise to faad sakti nahi.. agar faad bhi de to kadamo ko chum lena.
Kerti hai SAANSAIN,Bas 1 hi ISHARA,DUA me meri bas NAAM hai tumhara,Tham jaye ye SAMA yahin per Nahi chahiye hame ab,Koi tumse bhi PYARA..!!
Pyar me bewafai mile to gum na karna,Apni aankhe kisi k liye num na karna,Wo chahe laakh nafrat kare tumse,Par tum apna pyar kabhi uske liye kam na karna.
Unki yaad dil se bhulai nahi jati... Yeh dil ki dolat roz lutai nahi jati... Kis muh se kahte ho ki unhe hum bhul jaye?. Yeh pyaar ki duniya hai, Roz basai nahi jati.......
Hum jaise dost nahi sabhi ke liye, ye tohfa hai kisi- kisi liye, Kyun jala rakhi hai shamma buza dijiye, Kya hum kam hai roshni ke liye ..
Kabhi Yu Bhi Aa Meri Aankho Me Ki, Meri Nazar Ko Khabar Na-Ho... Tujhe-Bhulane Ki Dua Bhi Mangu To Meri Dua Me Asar Na Ho...
Zindagi gujar jayegi ahista-ahista,fir ye waqt dagmagayega ahista-ahista,tum mujhe yaad rakhoge kuch der fir ye yaad bhi mit jayegi ahista-ahista
Har Shakhs Ke Pehlu mein ek dil hota hai, Har Dil mein ek dard-e-awaaz hoti hai, Mumkin nahi ki har koi bana de Tajmahal, Par har dil mein ek Mumtaj Hoti hai....
Vo sochte honge usko aksar, jo hamein unke salaam de jaati hai, vo kya jaane unhein choone waali hawa bhi, hamein unke saare paigaam de jaai hai!
Galiyo ki hava jism ki dava ban gai Duri unki meri chahat ki saja ban gai Kaise bhulu unhe 1pal k liye Unki yaad jine ki vajah ban gai