Pyaar ka Pehla,

Pyaar ka Pehla,
Pyaar ka Pehla, Ishq ka Dusara Aur Mohabbat ka Tisara Akshar Adhura hota hai, Isliye hum tumhe chahte hai Kyonki Chahat ka har Akshar Pura hota hai
  

Jan, 31 2012     147 chars (1 sms)     999 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Dur hai aapse to kuch gam nahi,dur rahkar bhi bhulane wale hum nahi,roz mulakat na ho pai to kya hua,aapki yad mulakat se kam nahi
Meri har khata par naraz na hona, Apni pyari si muskan kabhi na khona, Sukoon milta he dekhkar apki muskurahat ko, Mujhe maut bhi aye to bhi mat rona.
Ek-2 Pal Sadiyo Sa Lagne Lga Hai,Ye Kaisa Nasha Mujhe Hone Lga Hai.Kuch Or Nhi Shayad Ise Pyar Kehte Hai,Jiska Jaadu Nas-2 Me Samaane LAGA HAI
Trasta he dil teri awaz k liye,mohabt bhare chand alfaz k liye,Krdo hme fana apni is adase,Tadapte he hm teri is saza k liye
Ghamne hasne na diya, Zamane ne rone na diya, Is uljano ne jinena diya, Thak k jab sitaron se panah li Neend aayi to apki yadne sone na diya
Tumse Hum kuch Na keh Sake hum Tere b na reh Sake koshish Kar k tum hi keh Jate dil ki baat tamanao k sagar Me mere Saath tum Na beh Sake.
kABHI Gamo se TumHari mulaqAT nA ho...Udaas bethe ho aise koi baat na ho...shiqayat ho to maaf kerdena...fursat main bethe ho humien yaad ker lena..
Tera milna pal do pal ka mere dharknain churay.. dar hai mujy pyar tere mere jaan na ly jay.. To bat kis tarah jiya jay.........
KABHI Hamari Yaad Aati To Hogi,UTAR Aate Honge Ankho Mein Wo Khwab Jo Sajaye The Saath,KABHI Muskurate Labo par Hame Kho Dene ki Fariyad Aati To Hogi!!
Main to ek kagezee phool tha... ser sham khoshboo say bhar geya main... kaha ho mujh ko khaber nahi.... mujh koun chow ker gozer geya............Rose Mughal
Hamare Ansoo Poch Kar Wo Muskurate Hai Esi Ada Se Wo Dil Ko Churate Hai Hath Unka Chu Jaye Hmare Chehre KoIsi Umeed Main Hum Khud Ko Rulate Hai.
Kitne Chehre hai Duniya me magar Hamko Ek Chehra Nazar Aata hai Duniya Ko Ab Hum Kya yaad karen Aapki Yaadon me Waqt sara Guzar jata hai.