Åpne Åpni Åånkh

Åpne Åpni Åånkh
Åpne Åpni Åånkho Me Nur Chupå Råkhå Håi, Hosh Wålo Ko Diwånå Bånå Råkhå Håi, Nåz Kåise Nå Kåru Ååpki Dosti Pår Muj Jåise Nåchiz Ko "KHÅS" Bånå Råkhå Håi...
  

Feb, 01 2012     155 chars (1 sms)     1547 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

SOCHA NAA THA HUM DUR HO JAYENGE, DOSTI MEIN ITNA MAJBOOR HO JAYENGE, AAYEGI JO AAPKI YAAD KABHI, AAPSE HI NAA KEH PAYENGE.
Sath rehte yuhi wqt guzar jayega Dur hone ke baad kaun kise yd ayega Ji lo ye pal jb hum sath hkalka kya pata Wqt kaha le jayega
MIT JAYE DHURI AGAR TUM CHAHO NA KOI HO MAJBURI AGAR TUM CHAHO WESE TO HAIN HAME CHAHNE WALE BOHT MAGAR MERI YE HASRAT HAI MUJHE SIRF TUM CHAHO..
dil ko bay chain sa kartee hain tumari ankhain raat ko dair talak tum mujay socha na karo.
darte hai aag se kahi jal na jaye darte hai khwab se kahin toot na jaye lekin sabse zyada darte hai aapse kahin aap hume bhool na jaye
Sacha pyar na milta kabhi zindgi me / phir B hum jaise pagal pyar kiya karte hai/ vo kabhi to hamse pyar karenge /Bas isi baat ka intzaar kiya karte hai.
Konse Shabd Kya Ahesas pesh Karu,Zindagi Ki Kitab Ka Kon Sa Panna Pesh Karu, U To Kai Raaz Dafan He Seene Me;Kahiye Tute Hue Dil Ka Konsa Tukda Pesh Karu.
Zindagi Tuz Bin Paheli si Lagti hai.Har Daastan Adhuri si Lagti hai.Jina Nahi Mumkin Tere Bina Ab to Sine ki Har Dhadkan Majburi si Lagti hai.
Kbhi ruth kar kbhi mna kar kbhi hansa kar kbhi rula kar hamne to aapse hi sikha hai har pal jina muskura kar
Youn Badi Der Se Paimaana Liye Betha Hu, Koi Dekhe To Ye Samjhe K Piye Betha Hu.... Zindagi Bhar K Liye Ruth K Jaane Wale, Mein Abhi Tak Teri Tasveer Liye Bhetha Hu....
Naam naa lo us mohabbat ka mohabbat to hum bhi kar chuke hain log kehte hain mohabbat zindagi hai par hum to kab k mar chuke hain.....
Baat to who hi nahi karte, Kehna to hamain bhi aata hai. Yeh to apni apni ada hai, Koi kehata hai koi chup rehata hai.