Fulo ki tarah

Fulo ki tarah
Fulo ki tarah hansti raho, Kaliyo ki tarah muskurati raho, Khuda se mangta hu itna dua Ki tum mujhe hamesa yad karti raho”
  

Jan, 31 2012     122 chars (1 sms)     1080 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Tham lay jo tu hath mera to sab sanwar jaye Thukra day jo mujhay tu to sab bikhar jaye Kehta hun tujhay ab kar lay tu bhe iqrar Kahin ye pagal teray iqrar say pehlay na guzar jaye
Apni Wo Mulakat Kuch Adhuri Se Lagi,Pas-Ho-Ke-Bhi Thodi Duri Se Lagi,Hotho-Pe-Hasi Ankho Me Majburi Se-Lagi,Zindgi-Me Pehli Bar Kisi Ki duri se-Lagi
Tmanna hai ki unko najdik se dkhein Njdk ho 2 nazar uthayi nhi jati.. Ye ishq ki aag hi aisi hi Lag jati hi lgayi nhi jti
Tammana-e-ishq to hum bhi rakte hain, Kisi ke dil me hum bhi dhadakte hain, Na jane woh kab milenge jin ke liye hum roz tadapte hain.
Shayad Mohabbt Krne Ki Saza He, Jo Ye Judai Ka Zehar Pite He. Hmara D!L To Unke Pas He, Kbhi Socha He Usne? Hum Kaise Jite He?
Hoga jo gam apko dard kahi or hoga,Haso jo ap khush koi or hoga,Socho toh jara us anjan k bare mein,Wo anjan hamare siwa or kaun hoga..!
Apni tasveer ko aankhon se lagata kya hai,Ek nazar dekh, tera jata kya hai,Meri rushvai mein tu hai barabar ka sharik,Mere qisse aaron ko sunataa kya hain.
Jab bolte hai to kehte ho ki bohot bolte ho Jab chup rehte ho to kehte ho ki naraz ho? Dil ki baat akhir kaise bataen Batate hain toh kehte ho mazak kar rahe ho?
Chand Teri Chandni Gumnam Ho Chuk iAb To Laut Aa Yaha Sham Ho Chuki Me Tere Siwa Nazar Kru Kisko Meri To Har Gazal Tere Naam Ho Chuki.
Kajal banke teri aankho mein samane ki tamanna hai, Dawa banke tere dard mitane ki tamanna hai, Yun to haasil hai zamane ki har cheez mujhe, Sirf ek baar tujhe Dulhan ke roop mein paane ki tamanna hai....
Band Rakhte He Jubaan Lub Khola Nhi Krte Chand K Samne Sitare Bola Nhi Krte Yaad Karte He Tumko Har Pal Ye Raaz Hotho Se Khola Nahi Karat
Khamosh Palko Se Jab Ansu Aate He Ap Kya Jano Ap Hume Kitna Yad Aate HeAaj B Us Mod Pe Khade HeJaha Ap Ne Kaha Tha Tum Ruko Hm Abi Ate He.