Likhne Wale 1Ehsan

Likhne Wale 1Ehsan
Likhne Wale 1Ehsan Likh de,Mere Dost Ki Taqdir Me Uska Arman Likh de.Na Mile Kabhi Dard Use Zindagi MeTu Chahe To Meri Taqdir Me Gum Tamam Likh de.
  

Jan, 30 2012     147 chars (1 sms)     1170 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Puchho Mere Dil Se Paigam Likhta Hu, Sath Guzari Hui Tamam baat Likhta Hu, Divani Ho Jaati He Vo Kalam Bhi, Jis Kalam Se Tumhara Naam Likti hu...
Zaruri nahi k jeene ka sahara ho,jise chaho wo hamara ho,dub jaye kashti hamari hame gam nahi,bas tamanna he ke dubne tak sath tumhara ho
Boond boond se hai sagar ki geheraai, Iss ki har ek boond mujh mein hai samaai. Koi maange to ek boond bhi na de sakenge, Kyunki har ek boond mein aapki MOHABBAT hai samaai.....
Ho chuki raat bahut ab so jaiye Jo he dil k karib uske khyalo me kho jaiye Kar raha hoga koi intzar aapka Khwabo me hi sahi unse mil aaiye
Pyar karna kisi key bas mein nahi hota.. Yeh tu khail hai naseeb ka kisi ko kisi ka ehsas nahi hota.....
Labon Pe Na Koi Sawal Rkhti Thi Kabhi Woh Itna Khyal Rkhti Thi Khabr Kya Thi Ke Muje Hi Bhul Jaigi Wo. Ek Ek Chiz Meri Jo Smbhal K Rkhti Thi
Na jane konsa jhonka tha jo inta behka gaya Yeh kaisi mohabaat thi jismein bas tinka bhar aithabaar reh gaya
Yeh baat galat hai ke hume aapse mohabbat nahi hai, haan yeh baat alag hai ke hume mohabbat jatane ki aadat nahi hai.
Mile to hazaron log the zindagi me ,par wo sabse alag tha jo kismat me nahi tha...
ishq k badey digar huwa hi nahi dil laga ya tha dil laga hi nahi hum jaha bhi gai palat aaye par tari tarha koi milahi nahi
Wo Nazar Kaha Se Lau Jo Unhe Bula De Wo Dawa Kahan Se Lau Jo Dard Mita De Milna To Likha Hota He Takdiro Me Wo Takdir Kaha Se Lau Jo Mila De.
Har nami me kuch kami to rahegi,Ankhe thodi shabnami to rahegi,Zindagi ko aap kitna bhi. saawariye,Bin HAMARE koi na koi KAMI to rahegi.