Meine Mana Teri Aankhein Nahin Khulti Magar Din Nikalne De Ujalon Se Preshan Na Ho Apni Zulfo Mein Utarti Huyi Chandni Ko Chupa Mere Bikhre Huye Balo Se Preshan Na Ho
nazre tumhe dekhna chahe to aankho ka kya kasurhar waqt khusbu teri aaye to saanso ka kya kasur waise to sapne puch kar nahi aatepar sapne hi tumhare aaye to raato ka kya kasur
Agar Mujhese Mohabat NAhi to Rokte Q Ho,Tanhai me Mere Bare Mein Sochte Kiyun Ho,Agar Manzil Judai HAi to jane do mujhe ko,Lot K Kab Aaoge Poochte Q ho..
chaha tha us ko rooh ki gahraiyon k sath.. zinda hain apni zaat ki tanhaiyon k sath.. roka nahi us ko bicharny k waqt b.. apni wafa py naaz tha sachaiyon k sath