Aksar Ati Nahi Woh Sham, Jiska Hota Hai Intezar; Aksar Fizain Loot Leti Hai, Khilti Kaliyon ka Khumar; Aksar Kho Jate Hain Log, Jinse Ho Jata Hai Pyar.
aakhri baar hai, lo maan lo ik yeh bhi sawaal aaj tuk tum se mein lota nahin mayoos-e jawaab aa ke le ja'o tum apna yeh damukta hua phool mujh ko lota do meri umr-e ghazishta ki kitaab
AANKHO PE AASUO KI LAKIR BAN GAYI, KABHI NA SOCHA THA AISI TAKDIR BAN GAYI, HUM NE TO PHIRAI THI UNHI RET ME UNGLI, GAUR SE DEKHA TO TUMHRI TASVIR BAN GAYI