Vaadiyon me dhundh

Vaadiyon me dhundh
Vaadiyon me dhundh le badal, chhupkar parbat ka intezaar karte hain. Dil me tamaam hasartein liye, hum aapka intezaar krte hai...
  

Jan, 30 2012     129 chars (1 sms)     884 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Kabhi Yu Bhi Aa Meri Aankho Me Ki, Meri Nazar Ko Khabar Na-Ho... Tujhe-Bhulane Ki Dua Bhi Mangu To Meri Dua Me Asar Na Ho...
AjnbiSe Guftgu Kya Ki Kyamat HoGyi,DostiKa Tha Irada Or Mohbt HoGyi,Rosni Se Bachke Wo B Bn Gya Ijztdar,Andehre Me Kanch K Tukdo Ki Kimat Ho Gyi
Bahar-E-Ishq Me Doob K Dekh Kabhi Jaam-E-Mohabbat Pi K Dekh Kabhi Har Taraf Tera Hi Aks Nazar Ayega Meri Aankhon Me Pyar Se Dekh Kabhi.
Tera hun tera rahunga Tere Siva kise apna kahunga Vada kiya he Woh Nibhaunga Doli Me bitha K 1din Tujhe apne Ghar Launga.
Tumhe ye zid ke tum ruthe rahoge, Hume ye zid ke hum mana kar rahenge, Tumhe hai kasam tum mat muskurana, Hume hai kasam hum hasa kar rahnge.....
Khuda ek baar Use Mera Bana De,Kitna Chahta Hun Zara Use Bata De,Har Pal Dehkta hun Sapne Usi K,Na Jaagun Mujhe Aisi Neend Sula De..
Zindgi yuhi teri chahat k naam kardi Jaise ghane darakht k niche shaam kr di laut jate hain parinde shaam hote hi hamne to har shaam tere naam kardi
Intezaar He Meri Zindagi Hai Ab Bekarari Ka Aalam Hai Ab Tumse Mulakaat Ho Ya Na Ho Zindagi Ko Yuin Hi Gujar Jaana Hai Ab
Aankho se aasuo ki rafakat nhi hoti,ek yaad hai uski rukhsat nahi hoti,Jo bhule tum bhi use bhula do,wo mohabat to fir mohabat nahi hoti
Duniya badal jayegi tum na badalna,Mushkilo me bhi yaad hume kar lena,Mange bhi Aapse to kya mange,Dena kuch chaho to bas muskura dena..
Tera pyaar hum is tarah nibhayenge, tum roz khafa hona hum roz manayenge,par man jana manane se, warana yeh bheegi palkein le ke kaha jayenge.
Dil torna humari aadat nahi Dil hum kissi ka dukhate nahi Bharosa rakhna meri wafaon pe Dil mein bas kar hum kissi ko bhulate nahi