Chaha hai tuju

Chaha hai tuju
Chaha hai tuju ko chahat sy zayda..Samja hai tuj ko mohabbat sy zayda..Ye main janta hoon ya Dil janta hai.......
  

Jan, 31 2012     113 chars (1 sms)     995 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Kya hai DIL ki haalat bataana nahi aata,kisi ko aise tadpana nahi aata,sunna chahte hai 1 baar fir aawaz unki,magar baat karne ka bahaana bhi nahi aata
Chand ke leye sitare ek hai sitaron ke leye chand ek hai aap ke leye Chahne wale hazaar honge hamare leye aap ek hain.
kismat par aaitabar kisko hai mil jaye khushi inkar kisko hai kuch majburiya hai meri jaan warna judia se pyar kisko hai
Roshani me agar noor na hota To tanha dil majboor na hota Kasam se hum apse milne roz aaya karte Agar apka ashiyana itna door na hota.
Tanhaiyon Me Jeena Acha Nhi Lagta Bichar Kar Tum Se Rehna Acha Nhi Lagta Ye DiL Sirf Tum Ko Yad Karta Hai Har Bar Ye Bat Kahna Acha Nhi Lagta
Kaise kehdon zindagi ko teri jaroorat nahi, jhooth kahta hoon jo kahata tujhse mohabbat nahi. ji kahta hai chal kisi maykhane me, aaj kuch thik apni tabiyat nahi.
Raat ki tanhai se darte hai hum, kagaz ki parchai se darte hai hum, dunia sath chale na chale, tere sath ki umeed karte hai hum.
Ban k ajnabi mile the zindagi me kahi, In yadoon k lamho ko kabhi bhulaynge nahi, Agar yaad rakhna fitrat hai apki to bhulne ki aadat hame bhi nahi.
Barson guzar gaye roker nhi dekha,in ankho ko ansu se dhoker nhi dekha,wo kya jane PYAAR kya chiz hai, jisne kbhi kisiko khoker nhi dekha..!
Khuda se maine ek dua mangi, dua me apni maut mangi, Phir khuda ne kaha maut to tujhe me de du par usko kya kahu jisne teri lambi umar mangi
Palkon pe sapne saja lein, Tum kaho to muskura lein, Ye zindagi-zindagi si lage, Agar hum tumhe paa lein.
Mere Khwabo Me Aana Unka Kasur Tha,Unse Dil Lagana Hamara Kasur Tha,Woh Aaye The Zindagi Me Pal Do Pal Ke Liye,Par Unko Zindagi Samajh Lena Hamara Kasur Tha