Intezaar rehta

Intezaar rehta
Intezaar rehta har shaam tera,yaadain katati hain le-le kar naam tera muddat se baithe hain yeh aas paale,ki aaj aayega koi paigaam tera.
  

Jan, 31 2012     137 chars (1 sms)     1709 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Dekho meri aankho me khwab kis k hain.Dekho mere dil me tufan kis k hain.Log kehte hain mere dil k raste se koi nahi guzra.To fir ye pairo ke Nishan kis k hain..
Gam Bade Aate Hain..Katil Ki Nighaahon Ki Tarah, Tum Chupa Lo Mujhe Ae Dost Mujhe Gunaahon Ki Tarah
Har pal ki dostika irada he apse Apnapan hi kuch zyada he apse Na sochenge sirf umar bhar keliye Kayamat tak sath nibhayenge ye wada he apse
bohat door hai hamare gher se, tumhare ghar ka kinara.... par hum hawaa k har jhonke se pooch lete hain, kiya haal hai tumhara...
wo hamare hi samne mehfil me aakar baithe hai,hatho me hamara dil chupakar baithe hai,jab humne pucha ki kya hai in haatho me,to bahana bana diya mehandi lagaye baithe hai....
Koi khwaish unki adhuri na rahe,chahe jise woh usse duri na rahe,khushiyon ke phool itne khile unke jiwan me,ke hamari yaad bhi unke liye zaruri na rahe.
Bahut taras kar nigahein jab nam ho gayi,Jugnu nachte rahe chamak kam hogayi,Kisi ko dekh lene ki tamana ne kiya pagal,Utar kar galon par shabnam sanam ho gayi
hum aapki dosti ko salam karte hai iska har 1 lafz aapke naam karte hai aaj aap mango khuda se jo aap chaho, kyonki hum aaj ki har mannat aapke naam karte hai.
Ye Dil Pyar k qabil na raha, Koi bhi izhar k qabil na reha, is Dil me bas gayi Dosti aapki..... ab tu chand bhi deedar k kabil na raha!
Kon tha apna kis pe inayat karte.Hamari to hasrat rahi tum bhi mohabat karte.Us ne samjha hi nahi mujhe kisi kabil.Warna us se pyar nahi us ki ibadat karte
Ankho Me Rehne Walo Ko yad nhi karte,Dil Me rehne wale ki bat nhi krte,aap to hmari rooh me base ho,tabi hm apse milne ki fariyad nhi karte
zindgi kabhi aapko hasati hogi kabhi aapko rulati hogi yaad karta hai koi aapko har pal is raftar bhari zindgi meek hichaki to aapko roj aati hi hogi