mhoohabat ke izhaar

mhoohabat ke izhaar
mhoohabat ke izhaar ko jootha na samajhiye ger chod jaaye koi to use dhokha na samajhiye
  

Jan, 31 2012     88 chars (1 sms)     1237 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Dil Behkati Hawaein, Mann Harti Khushboo; Anjaane Khwaab, Meetha Sa Jadoo; Koi Nahi Paas, Phir Bhi Tumhara Ehsaas; Kaise Kare Aitbaar, Yahi Hain Pyaar.
Duniya badal jayegi tum na badalna,Mushkilo me bhi yaad hume kar lena,Mange bhi Aapse to kya mange,Dena kuch chaho to bas muskura dena..
Ho Ske To Pyar Ka Itebar Kr Ke Dekhna Phir Lafzon Se Iqrar Kr Ke Dekhna Junon Ki Hd Se Aage Nikal Jaige Sirf 1 bar Hum Se Izhar Kar Ke dekhna
har baat ka koi jawab nhi hota,har ishq ka naam khrab nhi hota,yu to zhoom lete he nashe me pine wale,par har nashe ka naam sharab nhi hota.
Teri hr ada mohbbat si lagti he1 pal ki bi judai muddat si lgti hePehle nhi socha tha ab sochne lge he Jindgi me hr pal teri jarurat silgti he
JB APNE LIYE DUA KARO TO HAME BHI YAAD KIYA KARO KYA PATA HAMARE NASEEB KI KHUSHI TUMHARI DUA KE INTEZAR MEIN HO.
Main Tera Dil Ban Ke Chalonga Tera Saaya Ban Kar Rahonga Naa Mil Payi Is Zindagi Main Kabhi Lekin Har Modh Tere Saath Chalonga
Aapke hath agar kaanto se chub jaye.Wo hi kaante mere dil ko chub jayenge.Dard aapke hatho me hoga.Par log us dard ko meri aankho me payenge.
Jub Khamosh Aankho Se Baat Hoti HaiAise Hi Mohbat Ki Suruwat Hoti Haiunhi k Khyalo Me Khoye Rehte HaiPata Nahi Kab Din Kab Raat Hoti Hai
Tinko se bana pal, pal se bana lamha aur lamho ne waqt ko buna, hr pal koi kisi k sath nahi reh sakta isliye shayad khuda ne yado ko chuna.
Bhula na sako ge mujhe bhool kar tum, mai aksar tumhe yaad aata rahunga. Kabhi khwab ban kar kabhi yaad ban kar, mai ninde tumhari churata rahunga.
Zindagi mai kuch na mila humko to kya gum hai Aapka pyar mila humko kya ye kam hai Aapki dil mein ek chotisi jagah jo palun to woh jagah kya tajmahal se kam hai