Kaun rakhta hai

Kaun rakhta hai
Kaun rakhta hai yaad namo ko Log chehre tak bhul jate hai Tum samandar ki baat karte ho Log aankho me dub jate hai
  

Jan, 31 2012     114 chars (1 sms)     1040 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

faslae mita kar aapas mein pyar rakhnaa dosti ka yeh ristha humesha yun hi barkaraar rakhna bichad jaye kabhi aap se hum anakho mein humesha humara intezaar rakhna!!
Palko me kaid rehne do sapno ko, Unhe to haqiqat me badalna he, In aankho ki to ek hi tamanna he, Ki har waqt aapko muskurate dekhna he
Muje sulane ki khatir jb raat aati hai.Hm so nahi pate raat so jati hai.Pushne pr ye aawaj aati hai,Aaj unhe yad kr le raat to roz aati hai.
Har Baar Hosla Karte Hain , Phir Khud Hii Tut Jate Hain Iss Dil Ko Khud Hii Samjha Kar , Iss Dil Se Har Jate Hain
Apne Aagaaz Se Aaaj tak ZindagiTeri Hi Yaad Main Gum RahiPhir Bhi Jaane Kyon Yeh Ihsaas HaiJaise Chaahat Meri Kam RaHI.
Anko Me Saji Hai Tasvir Mitau Kese Usko Bhulau Kese Khuli Anko Se Dekhu Uske Sapne Apni Anko Me Kisi Or Ko Sajau Kese..
Koi Gila Na Koi Shikwa Raha Aapse, Ye Aarzoo Hai Ek Silsila Bana Rahe Aapse, Bus Ek Umeed Hai Aapse, Khafa Na Hona Agar Hum Khafa Rahe Aapse!!!
Apne Hotho Pe Sajana Chahta Hu Apne Geeto Me Gungunana Chahta Hu..Thak Gaya Me Yaad Karte Karte Tujhko Ab Tujhko Yaad Aana Chahta Hu
Unhe Yeh Shikawa Humse Hai K Hum Unhe Yad Karte Nahi, Par Unhe Yeh Kaun Samjaye Ki Hum Unhe Yad Kaise Kare Jinhe Hum Bhulate hi nahi.
Aankho se dur tumhe kar nahi paye,bahot koshish ki par bhula nahi paye,sath bitaye sare pal roz yad aaye,kash wo sare din wapas laut aaye
Guzarte nahi din teri yad ke bina.guzarti nahi raate teri yaad bina waqt ki raftaar jaise tham gai hai guzarte nahi "PAL"tumse mile bina
Jab Aapka Naam Juban Par Aata HaiPata Nahi Dil Q Muskurata Hai Tasalli Ho jati Hai Man Ko Koi To Hai Apna Jo har pal Haste Hue Yad Aata hai....